Agar aap paise nikaalna chahte ho kisi maadhyam se (chahe wo bank transfer ho ya crypto), toh ye zaroori hai ki aapne ussi maadhyam se pehle apne account me deposit kiya hua ho.
Aapke suvidha ke liye, humne ek video banaya hai jo Bhartiya Rupee me paise nikaalne ka tareeka samjhaati hai:
Aapke Stake account se nikaale hue paise aapke bank account me 1-3 business days me pahuch jaane chahye.
Bharat me kisi bhi bank me Electronic Fund Transfer ke liye IFSC code (Indian Financial System Code) ka hona zaroori hai. Agar aap apne IFSC code ke baare me sure nai hai, toh kripya apne bank ke website par jaake check kare ya aap apna code iss website par bhi dekh sakte hai: